Pages

Thursday 19 January 2012

यादें

Aa rahe hai fir wo din याद
Bitaye the hamne kabhi mil ke jo साथ

Wo kagaj ki naav wo baarish ka पानी
Yaad aa rahi hai fir se wo purani कहानी

Wo meri hasi thitholi,Wo teri koyali बोली
Wo diye ke din, khelna rang-sang jab aaye होली
Wo mera ruthna, wo tera मनाना
Wo tere rone par mera tujhe हसाना
Pyar ke geet sang गुनगुनाना
Yaad aa raha hai fir hamara wo अफसाना
Yaad aa rahi hai dhundhali hi सही
Par wo ajib si bhayank आंधी

Kisi aur ko shayad tu thi पसंद
Le gaya wo tumjhe hamse itni दूर
Ki go gaya hamara milna julana बंद

Pata nahi par shayad ham kisi dor se bandhe थे
Tabhi teri yaad mein kabhi chupke se rote थे

Snehil teri mushkarahato के
Chhav mein sone ko man kar raha है

Aaaja कही door से
Ki fir se tujhe manane ko dil kar raha है...

Monday 9 January 2012

पथिक

Jindagi ke wo din bhi kuchh ajib थे
Jab 50 paise ke rasgulle mein hi ham amir थे
Aaj 50 dollar ke buffet mein bhi maja nahi आता
Shayad mein badal gaya ya समय
Par in sabme wo baat nahi ye samajh mein hai आता
Path par bhatke rahi ki तरह
Chalta hi rahta hoon में
Sochta hoon dollar ke bina hi kitne khushnasib थे

kabhi paidal aur kabhi cycle पर
Galiyon ke chkkar katne mein maja aata था
Aaj freeway par lambi gari mein ye sochta हूँ
Laut chalun un bachpan ki bhul bhilyaan में
Matric mein first divison lane पर
Wo papa ka seena chaura करना
Wo mummy ka layak beta ban जाना
Aur magan ho ke yaaron ke sath घूमना

Kandhe par basta aur hath mein पोथा
Kash usi awargi ka pathik mai होता
Par ye success ki bhookh hai ya paise की
USD kamane pata nahi kaha chala आया
Jeevan Ek sadyantrakari ki tarah chaal chal रहा
Mein ek sidhe sadhe balak ki tarah pag par bad रहा
Pata hi nahi chala kab itna badh aaya युही
Ki Apano ka sath door kahi chhod आया...

Saturday 7 January 2012

प्रेरणा

Chahta Hoon Likhna कविता
Par Shabd Nahi है
Kyoki tum nahi हो
Chahta hoon ji bhar ke खिलखिलाना
Par Mushkarahaat nahi है
Kyoki tum nahi हो
Chahta hoon aakash में उड़ना
Par pankh nahiहै
Kyoki tum nahi हो
Chahta hoon Koiगीत गुनगुनाना
Par BOl नहीं है 
Kyoki tum nahi हो
Chahta hoon madhosh रहना
Par wo nain nahi है
Kyoki tum nahi हो
Hai mere man mein yahi वेदना
Aajao प्रिये ban kar meri प्रेरणा..

कुछ दिल की बातें

Bahut dekha hai un logon ko जो
Khushiyon
mein haste aur gamon mein rote हैं
Wo insaan bahut kam hote hain जो
Gamon mein muskurate aur khushiyon mein palke bhigote हैं
Muddaton baad aaj palke hui भीगी
Aankhein bhar aayi हमारी
Maa ne jab kaha humse phone पे
Ek zamana hua dekhe aur sune muskurahat तुम्हारी..