Pages

Friday 11 May 2012

बिखंडन

Maine ki hai  यात्रा 
Aur kiye hi ja रहा
Bina kisi saman के 
Aur bina kahe अलविदा 
Yahi kuch 29-30 sal से 
Kuchh sathi mile kuchh स्वार्थी 

Bhasa badli aur badli  भुषा 
Mein bhi badla, tha शर्मीला 
Ab ho gaya भड़कीला
Mein hi nadi aur sagar भी 
Aur sagar ko bhar gagar में 
Hilore maare mein चला

Mujhme गुरुत्वाकर्षण ki शक्ति
Par nahi chahiye आसक्ति 
Kyoki Ghar mein aur pariwaar भी 
Par kyo hoon निर्वासित 
O mein to hoon पथिक 
Aur is chakachondh se आकर्षित 

Ek संकटापन्न हूँ 
अघात Yogya हूँ 
ठहर sa gaya hoon शायद 
Ab chalna shuru karna है 
Sagar se aage bhi तो 
Koi kinara होगा
Wahi mile shayad मुक्ति 
Kathorta se heera बना 
Jwalamukhi se bhi tej jalna है 
Tabhi ho paun shayad विखंडित...