Pages

Friday 27 April 2012

इंसान बन

Vikat raah hi rahi सदा
Chah apne swapn की
Na dekh sirf tukur टुकुर
De ahuti aaram की
Paon badha, chalta rah पार
Ban chetak kood ja nadiya अपार


Samne pahar ho, singh ki dahar हो
Tu rukega nahi, tu jhukega नहीं
Chlata rah, badhta रह
Ugar kar apne tej को
Khatam kar anterdwand मित्र
Langh ja sagar ban kar wayu पुत्र


Bane raah par to sab चले
Tu raah bana,sagar निगल
Dharatal par to sab चले
Bulandi  se tu akash चढ़
Amrit to sab peene चले
Tu vish ka paan कर

Na raah ki kankar बन
Ho sake to shankar बन


Man ki aag mein lahek दहेक
Apni vidwata ko परख

Kashti ko kinare se निकाल
Sang tufani lahro ke बहेक

Soundarya ki chav chhor के
Vatika ki ban ja महक

Na sarthi na swarthi बन
Na ban krishna, arjun बन
Na ban ram, Jatayu बन
Na ban gandhi, bhagat बन
Moh chhor, tyagi बन
Kuchh na ho to sirf Insaan बन...